Dr. Bhupen Hazarika’s haunting melody

O Ganges, Why Do You Still Flow?

Singer(s): Bhupen Hazarika, Hariharan, Kavita Krishnamurthy, Shaan, Hema Sardesai, Dominique, Ishaan, Mahalakshmi, Suneeta Rao, Rekha, Arpana and Chorus

Lyrics:

Bistirno parore ahonko janore hahakar huniyu nihobda nirobe bud-haal hui tumi bud-haal hui bhuvaa kiyo?

Vistar hai apar praja dono par kare hahakar nishabdha sada
O Ganga tum O Ganga baheti ho kyun?

Vistar hai apar praja dono par kare hahakar nishabdha sada
O Ganga tum Ganga baheti ho kyun?

Naitikta nashta hui manavta bhrashta hui nirlajja bhav se baheti ho kyun?

Itihas ki pukar kare hunkar O Ganga ki dhar nirbal jan ko sabal sangrami samagro gami banati nahi ho kyun?

Vistar hai apar praja dono par kare hahakar nishabdha sada
O Ganga tum O Ganga baheti ho kyun?

Anpad jan aksharhin anagin jan khadyavihin netravihin dekh maun ho kyun?

Itihas ki pukar kare hunkar O Ganga ki dhar nirbal jan ko sabal sangrami samagro gami banati nahi ho kyun?

Vistar hai apar praja dono par kare hahakar nishabdha sada
O Ganga tum Ganga baheti ho kyun?

Vyakti rahe vyakti kendrit sakal samaj vyaktitva rahit nishpran samaj ko chodti na kyun?

Itihas ki pukar kare hunkar O Ganga ki dhar nirbal jan ko sabal sangrami samagro gami banati nahi ho kyun?

Vistar hai apar praja dono par kare hahakar nishabdha sada
O Ganga tum Ganga baheti ho kyun?

Prutasvini kyun na rahi? Tum nischai chitna nahi prano mein prerna preeti na kyun?

Unmat avani Kurukshetra bani Gange janani nava Bharat mein Bhishma rupi suta samarajayi janati nahi ho kyun?

Vistar hai apar praja dono par kare hahakar nishabdha sada
O Ganga tum Ganga baheti ho kyun?

Vistar hai apar praja dono par kare hahakar nishabdha sada
O Ganga tum Ganga baheti ho kyun?

Vistar hai apar praja dono par kare hahakar nishabdha sada
O Ganga tum Ganga tum Ganga tum O Ganga tum O Ganga tum Ganga baheti ho kyun?

Ganga baheti ho kyun?

NOTE: There may be spelling mistakes in this lyric. The first line is in Assamese and the rest of the song is in Hindi.

Read more

Comments are closed.